Web Designing Kya Hai?
Website banane ke liye jo bhi languages hoti hai unko pahle sikha jata hai jaise main languages hai HTML, CSS and JS. Agar aap kewal in teen languages ko complete kar dete hai to aap ek web designer ban jaate hai.
Lekin web designing yaha tak hi khatam nahi hoti hai, HTML, CSS and JS ke bad bhi kai language hai jo feature use karne ke liye sikhni hoti hai jaise PHP, Ajax etc.
Ye sab languages code me hoti hai, aur language likhne ki technique ko coding bhi kahte hai, aur in sab language ka use karke koi bh website ka web page design karte hai to use web designing kahte hai.

Website Kya Hai?
Website kai alag-alag web pages se milkar bani hoti hoti, yaani apko single-single web page design karna sikhna hota hai then use mila kar ek website banti hai.
Multi web pages ke group ko website kahte hai jiska ek name hota hai jise browser address me enter karke open kar sakte hai use Domain kahte hai.
Maine website ke bare me achhe se dusre page me explain kiya hai jiska link niche diya hai

Web pages
Koi bhi webpage HTML, CSS ke bina design nahi ho sakta, har webpage
HTML and CSS me bana hota hai. Aur jab in webpage me function add karke
ya phir use dynamic banana chahte hai tab PHP and JS ki jarurat pad
sakti hai.
Normally ek web page kewal HTML and CSS me design ho sakta hai, JS se animation add hote hai aur us page ko dynamic karne ke liye PHP ki jarurat hoti hai.
Chaliye in languages ke bare me detail me jante hai.

Web Designing Languages
HTML
HTML web designing ki sabse basic aur easy language hai jise kuch hi dino me achhe se sikha jaa sakta hai, maine iske bare me detail me agli post me explain kiya hai jiska link niche diya gaya hai.
HTML Kya Hota Hai Yah Kaha Kaam Ata Hai?
CSS
CSS language HTML ke sath me kaam karti hai, bina HTML language ke CSS ko run nahi kar sakte hai, HTML kewal ek model design banane kaa kam karti hai to CSS use decoration karti hai, CSS ke bare me detail me agli post me explain kiya hai jiska link niche diya hai.
CSS Kya Hota Hai Yah Kaha Kaam Ata Hai?
JavaScript
Iska use animation ke liye kiya jata hai, agar kewal HTML and CSS ka use kare tab bhi puri website ban jati hai lekin agar aap ko animation add karna ho jaise popup, slides etc. Then apko JavaScript language ki jarurat padegi.
PHP
Yah web designing ki sabse advance language maani jati hai, aur yah language sikhne me kafi badi hai jise perfect tarike se sikhne me kafi wkat lag skata hai, iske bare me maine agle post ke kafi achhe tarah se bataya hai jiska link niche diya hai.

Web Design Ke Liye Helpful Software
PhotoShop
Har website ko LOGO aur favicon icon ki jarurat hoti hai, aur agar apka website project agar graphics ka bhi use karna hai to PhotoShop ki jarurat jarur padegi.
Yah adobe company ka software hai, waise adobe company ka ek software illustrator only graphics designging ke liye available hai lekin shuruaat me wo kafi tough rah sakta hai. I think starting me aap ko PhotoShop se designing karni chahiye.
WordPress
Jab apko web designing aa jati hai to ek na ek din WordPress ki jarurat jarur padegi,yah time save karta hai aur hard work ko smart work me badalta hai.
WordPress ek software hai jisme kafi kam mahnat me kaisi bhi website bana sakte hai, WordPress primary Blogging ke liye use me hota hai, lekin is par website bhi banai jaati hai kai reputed comapny apne client ke liye website banane ke liye WordPress CMS (Content Management System) ka use karti hai.
WordPress par alag se post bhi likhi hai jiska link niche diya hai.

Comments
Post a Comment